lambiyaan Si Judiyaan lyrics

Image
Lambiyaan Si Judiyaan lyrics Raabta Lyrics: Sajda tera kar na sakoon Toh bandagi kya bandagi Tere bina jeena pade Toh zindagi kya zindagi Kya rang laaya Dil ka lagaana Kya rang laaya Dil ka lagaana Goonje hawaa mein Bichhde dilaan diyaan duhaiyaan Vey badi lambiyaan si judaiyaan Tere nishaan yaadon mein hain Tu kyun nahi taqdeer mein Nadaan dil hai dhoondta Qurbat teri tasveer mein Mumkin nahin hai tujhko bhulaana Mumkin nahin hai tujhko bhulaana Dekhe Khudaya do aashiqaan diyaan tabahiyan Vey badi lambiyaan si judaiyaan Ali Ali Ali.Ali Maula. Ali Ali Ali.Ali Maula. Ali Ali Ali.Ali Maula. Ali. Ali Ali Ali.Ali Maula. Ali Ali Ali.Ali Maula. Ali Ali Ali.Ali Maula. Ali. Naraaz ho chaahe Khuda Duniya bhale raqeeb ho Uff na karun hothon se main Bas tu agar qareeb ho Badi lambiyan si judaiyan Judaiyaan. Badi lambiyaan si judaiyaan Judaiyaan.judaiyaan. Vey badi lambiyaan si judaaiyaan Lambiyan si judaiyaan Lambiyan si judaaiyan Lambiyan si judaaiyan. Vey badi lambiyaan si judaaiyaa...

Shayad (lyrics)- Love Aaj Kal | Kartik | Sara | Arushi | Pritam | Arijit Singh


► Song name - Shayad ► Movie - Love Aaj Kal ► Starring - Kartik Aaryan Sara Ali Khan ► Composer - Pritam ► Singer - Arijit Singh ► Lyricist - Irshad Kamil

Song Lyrics:
Shayad kabhi na kehe sakoon main tumko
Kahe bina samajh lo tum shayad
Shayad mere khayal mein tum ik din
Milo mujhe kahin pe ghum shayad

Jo tum na ho... rahenge hum nahin
Jo tum na ho... rahenge hum nahin
Na chahiye kuch tum se zyada tum se kam nahin

Jo tum na ho... toh hum bhi hum nahi
Jo tum na ho... toh hum bhi hum nahi
Na chahiye kuch tum se zyada tum se kam nahin

Aankhon ko khaab dena
Khud hi sawaal karke
Khud hi jawaab dena teri taraf se
Bin kaam kaam karna
Jaana kahin ho chaahe
Har baar hi guzarna teri taraf se

Ye koshishein toh hongi kam nahin
Ye koshishein toh hongi kam nahin
Na chahiye kuch tum se zyada tum se kam nahin

Jo tum na ho... rahenge hum nahin
Jo tum na ho... toh hum bhi hum nahin
Na chahiye kuch tum se zyada tum se kam nahin

Jo tum na ho...
Jo tum na ho...
Jo tum na ho...




MUSICIANS Acoustic Guitars – Arijit Singh Electric Guitars – Aditya Shankar Benia & Prachotosh Bhowmik Bass – RajKumar Dewan Woodwinds – Nirmalya Humtoo Dey Tabla – Sukanto Singha Guitars Live Dubs – Zafar Iqbal Ansari

Comments